SkyTech Script Kaise Kiya kare Step By Step
Dosto Apne se kuch friend ko pata Hoga Ki mera ek YouTube channel bhi hai iska naam Suraj Tech BC YouTube channel pe main skytech ko script karne ki video we upload kar diya hoon kuch friend ko problem aa rahi thi script ko install karne ke baad bhi uska admin panel nahi khulta hai Dosto mai aap ko bata Du Ki script install karne ke baad usne SQL file we install karna Hota Hai aap Dhyan post ko Pariye video ke last Mein apko SQL file Kabhi link Mil Jayega aap usse PHP my admin mein upload kar sakte ho
To Start Karte Hain Topic How To Install Skytech Script Step Bystep In Hindi
Sabse Pehle Aap apni C panel khol Le. Cpanel aap Kisi bhi hosting provider se le sakte hain File Manager Par Click Kare.Uske Bad public html folder Me Click kare. Ab Aap Skytech script ke zip file ko Apne public html ke andar upload kar sakte hain.
Zip file upload hone ke baad aapko se right click Karke extract kar sakte hain ashtrack hone ke baad kuch Lendi process hai woh aap Karle jo ki Mein is post mein baat Laya Hoon..
Database create kijiye
Dosto ab aapko database create karna hoga jo aap apne cpanel Mein kar sakte hain.
Skytech script install progress start
1 index.php
Public_html Ke Under Ek
index.php Usko edit Kare kuch Idea lene ke liye Hamari video Neeche dekh sakte hain.
Yahan pe aap ko number 3, 4, or 10 ko change karna hai change karne ke baad aap save kar de..
2 Skyitech/dbconnect.php
Is wali option main aapko number 4,8,5,7,8 line ko change karna hoga
3 Skyitech/config/databases.yml
Isme aap ko number 40 20 21 22 ko change karna hoga
4 Skyitech/config/propel.ini
Is wali option main aapko number 5,6 wala option ko change karna hoga.
5 Skyitech/apps/frontend/config/app.yml
Is wali option main aapko 1 2 34 8 10 11 12 bowling line Mein changing or replace karna hoga aap Dhyan Se Uske change Karle
6 Skyitech/apps/frontend/config/setting.yml
Yahan Par aapko number 10 par Apna site name replace karna hoga
7 Skyitech/apps/frontend/config/view.yml
Isliye aapko number 6 wali line mein changing karne ki Zaroorat Hai
8 Skyitech/apps/frontend/modules/default/actions/actions.class.php
Yahan Par aapko 91 number wali line change karne ki Zaroorat Hai
9 Skyitech/apps/backend/config/app.yml
Kiss wali option Mein changing karna bahut hai jarurat hai yahan pe app Ek bhi Galti Na Kare Kyunki koi bhi Galti aap ke side mein Erode daal sakti hai aap ki site open nahi hogi yahan aap Dhyan se changing kare number 3,4,5,6,8,10,11,12,13,14,15,16 change Karle
10 Skyitech/apps/backend/config/setting.yml
Yahan pe aapko number 9 ko change karna hai jo aapki site name replace karne ki jarurat hai.
11 Skyitech/apps/backend/config/view.yml
Yahan Par aapko number 6, 18 ,19, 21 wali line ko change karne ki jarurat hai
12 Skyitech/apps/backend/modules/category/actions/actions.class.php
Yahan Par aapko number 43 main Apna side ka naam change karna hai Keval apni website ka naam uske baad save karle Karle.
13 css/sitename.css
Is wali option mein aapko CSS wali folder mein jaake apni site ka naam rename Karke daal dena hai
14 adminpanel/index.php
Is baar aap ko Apne admin panel wali folder Mein Jaana hoga Wahan Jaate index.php file ko edit karna hoga number 2,3,9 change karne ke baad save kar de
15 Skyitech/apps/backend/modules/advt/templates/indexSuccess.php
Yahan Par aapko number 59 line Mein jaake changing kar lena hai Apna site ka naam
16 Siteuploads/advt/siteusername
Isme aapko siteupload wali folder ke under 2 file hogi use edite karna hoga
Isme aap ko Apne website related keyword set kare aur apne URL set kare uske baad file ko save kar de.
Dosto ab aap skytech script ko install karna Sikh Gaye Hai ab aap apni website ko open kar sakte hain abhi aap apne admin panel mein nahi ja Sakte abhi kuch
Error Show hoga Aapko aapne Admin panel me login karane ke liye phpmyadmin me Jake SQL import krna hoga.
SQL File Download Tab Aapka site puri tarah se install hoga
Ye post kesi lagi I hope apko skytech script install Karna Sikh liya hoga any questions comment box me likhiye.
Koi problem ho hame facebook pe chat kr sakte hai…
SkyTech Script Download Zip Please comment us.