Tech

How To Create Blog Website For Free In Hindi

hello friend namaskar Aaj Ki post mein Hum sikhenge blog website Kaise Banai Jati Hai blog ka matlab kya hota hai blog ki fayde blog se paise Kaise kamaye Aur Bhi Bahut Si cheez hai jo iss post Main aap ko Milne Wali Hai sabse Pehle samajhte Hain blog kya hai aur blog se paise Kama sakte hain ya phir nahi..
blogging Kya Hota Hai
Jab aap apne baare mein ya Kisi location ke baare mein ya Kisi technical knowledge ya phir videos ke baare mein sabse Aasan Baat Karu To Kisi bhi Prakar ke news ke baare mein aap Google par likhna Chahte Hain toh aapko blog avashyakta Hogi aapne Kabhi Google Par Kisi bhi Prakar ka information lene ke liye Google par search zaroor Kiya hoga search karne ke baad Jo information aap ko milti hai vo text ke roop mein usse kehte hain blogging simple method main aap samajh Lijiye aap aap is post ko padh Rahe Hain Yeh Bhi Ek blogging nahi hai Dosto Agar aapki blogging start karna chahte hain toh Yeh post aapke liye Bahut He helpful Hogi blocking Sabhi part time job karne wale log kar sakte hain isme aapko Thodi Si knowledge hone Ki Awaz karta hai aap kis baare mein Logon Ko batana Chahte Hain ya toh koi news yeah feat tax related ya computer related koi bhi Jankari office mein likh sakte hain aur logo Tak pocha sakte hain Google ke jariye Agar aapko in mein se kuch bhi nahi aata hai phir bhi aap blogging kar sakte hain aap Kisi Aur Ke post ko Padh Kar Apne post mein daal sakte ho thodi bahut aapko changing Ki avashyak Hogi aur Haan Aap Kisi bhi post ko copy paste nahi kar sakte hai aap khud se type karke likh sakte ho
Dosto simple method mein main aap ko pata do block Ek Prakar Ka Aisa platform hai Jahan Pyar Kisi bhi  subject par aap likh sakte ho likhna Ek Prakar ka article Hota Hai kuch example main niche diya hoon aap usse bhi dekh sakte ho Ex-   online services ,technical ,YouTube ,etc
Apna article likh kar usse publish kar sakte ho
blogging ke fayde
blogging karne se bahut Sare fayde Hain
essay aap ki personality bright hoti hai Jab aap alag alag logo se baat karte hain tab aap ki community  skills developed hoti hai.
Aur aap ko different Tarika ki knowledge be hoti hai. 
blog par Aane Wale comment Se pata kar sakte ho logo ke demand kya.
Blog Se aap online paise bhi Kama sakte ho.
blog aap bahut kuch kar sakte ho Jitna Ki Main Bata Nahi Sakta.
  To Ye Thi blogging ke kuch fayde. Jis Se aap bahut Sare kaam kar sakte ho.
How to create blog | blog kaise banaye
sing in to blogger.com
Uske Bad Click New Blog
Uske bad apna blog ka name dale Jo Aap aapne site Ke Liye Rakhna chahate hai.
choose template Dosto template ka matlab hota hai aap apni website ko Kis Tarah dikhana Chahte Hain Jo aap ko pasand hai usse select kar le ab baad mein bhi usse change kar sakte hain.
uske baad create par click kar de create a blog. 
To apne Apna blog Bana liya hai ab Baat Aati Hai uski dressing ki aur thodi bahut customise ki wo Hum ugly post Mein Rakhenge Yeh post aapko kaisi lagi comment Jarur karna koi bhi problem ho aap hame comment ke jariye bata sakte ho main aap ka help karunga.
Shares:

Related Posts